SOLVED 2ND ASSIGNMENT FOR TEACHING OF URDU SPRING 2016
This is the second solved assignment for your course code
658 teaching of Urdu for the semester spring 2016.
Tafheem ko moasar or ba mufeed banana kay liye darj zail
databeer tajaweez ki jati hain:-
1)
Ustaad ko zairay tadrees
sabaq main zuban o biyan kay iteebar say pura aboor hasil ho. Us kay liye wo
isaafi study karain, lughat waghaira say madad lay.
2)
New words o tarakeeb aur mohawron
aur zarbul missal ki tashree zubani bi yad karay or us silsalay main black
board, pictures, diagram, aur charton say kumahaqa madad lay.
3)
Nafsay mazaoon aur zuban
biyan say agahi hasil kar kay liye shagirdon main sawalat aur amili sargarmuon kay
zaria tajasus paida karan, Pehlay zaheen students ay answer get karain and then
dusron say answer laytay huway tulba ki hosalah afzahi karay.
4)
Wazahit asana ur mozoon
tareen alfaz main karay, jo na bohat mukhtasar ho aur na hi had say ziada taweel.
5)
Ashya, picture, khakay aur
charts waghara munasib size kay wazia aur deeda zaib hon aur barmuhal dekai
jain.
6)
Tasawrat ki wizahat misalon
say ki jai, maslan akhuwat, hublwatni, shahadat waghara ki tashree kartay huway
qadeem o jaded tareekh say milalain di jain aur tulba say bi aghiz ki jain.
0 comments:
Post a Comment