AIOU SOLVED ASSIGNMENT 1 CODE 416 I S
QUESTION#1:
Aakeedah Toheed ky lafzi-o-istlahi mani btaty huy Toheed ki ahmiyat
beyan kren.
ANSWER:
Toheed
ky lafzi-0-istlahi mani:
Lafaz” Toheed ” ky lafzi ya lagwi mani hain”ek bnana aur yakja karna ”
is ki asal ”wahdat” hai. Aur isi se nikly huy ek aur lafz “eythad” sy bakhoobi
wakif hain. Istlah k tor par lafz “toheed” ab “LA ILAHA ILLALLAH ” ky mano me
istmal hota hai. Yani “ALLAH KY SIWA KISI KO HAR GIZ ALLAH NA MANNA” . Allah k
lye “Wahid” aur “Ahad” ky naam ane ki bina per aur is mozoo par Quran ki
bakasrat tafseel aur bah takrar taleemat ky liye bator aik “anwan” ky ye istlah
ikhtyar ki gai hai. Is k lye arbi me aik aur lafz “wahdaniyat” be mustamal hai.
Magar zeyada makbool istlaah “Toheed” he hai.
AKEED KA MAFHOOM:
Akeeda
arbi zuban ky lafz “akad” sy nikla hai jis ky mani hain gira lgana, pakka aur
mazboot kar lyna. Gira mazbooti se bandhi jati hai jo asani se naikhul sakti.
Isi mnasbat se admi ky wo mukhta khayalat aur zail nazryat jin par wo mazbooti
se kaim ho. Aur inhen asani se badalne par amadah na ho akeeda kehlata hai.
Drust akeeda deen ki bunyad hai. Kyun k akeeda mehz jan lyny ka naam nahi balky
dil se maan lyne ka naam hai.
AKEEDA TOHEED:
Islam
k pury eytkadi aur amli nizam me sab se aham cheez “EMAAN BIL ALLAH” yani Allah
par emaan lana hai aur sirf Allah ki zaat ko ILLAHA manna hai. “ILLAHA ” se
murad esi hasti li jati hai jo bepanah koowaton aur takton ki malik ho, nazron se
gaib hone k bawjood is se taluk aur tabt mumkin ho, jo insano ko hissi aur
madi-o-wasail se maadra tareeko par nafa ya nuksaan pohanchane par kadar ho aur
jis ki khushnoodi aur narazgi k sath insaan ki khush kismati ya badd kismati
wabasta ho. Is tarh to bht si komen Allah par emaan lati
hainlekin islam k nukta nazr se emaan bil Allah se murad ye hai k Allah ko aik
mana jae aur isk sath dusry ko iska shreek na thehraya jae . Quran Pak me Allah
ka taruf os yarh krwaya hai ,
TARJMA:
“keh dijiye ky Allah aik hai. Allah benyaz hai. Na uska koi
baap hai, aur na koi beta hai. Aur uska koi humsar nahi ”.
for COMPLETE solved ASSIGNMENT : click here
0 comments:
Post a Comment