AIOU SOLVED ASSIGNMENT 2 CODE 364 URDU COMPULSORY
Q 01: Janooney lateefa ka khalasa biyan karain.
Ans:
Janooney lateeefa main Mushtaq Ahmed Yousafi nay nehaiyat
dil chasp aur mizah say barpur andaz main khansamon ki mukhtalif aqsaam par
roshni daali hia aur batayea hai keh aik acha aur behtar khana pakanay walay
khansamay ka milna kitna mushkal hai? Yahi wajah hai keh kansamay ka jana aur
pher nai ka aana, dono bahise musarat hotay hain. Bad zaiqa khana pakanay ka
huner na sirf taleem yafta baigmat ka khasa hai, bulkeh paishawar khansamay bi
is kaam main kisi say peechay nahin. Mazmoon nigar nay jab shikayat ki qisam
qisam kay khush zaiqa khana pakanay walay khansamay napaid ho rahay hain, to
mirza Abdul Wadood baig nay jawaban chonka diya keh khansamay ghaib nahi ho ray
belkeh wo tabka khatam hota chala ja rah hai, jo khanay main rawayat pasand
tha, laiken aaj ye wozadar tabqa bawarchi rakhnay ki bajai dosra nikah karnay
ko tarjee dayta hai.
FOR COMPLETE SOLVED ASSIGNMENT clik here
0 comments:
Post a Comment