AIOU SOLVED ASSIGNMENT 1 CODE 364 COMPULSORY URDU
Q 02: Watan aur Millat ka khalasa apnay alfaz main tareer
karain?
Lesson Name: Watan aur Millat.
Author Name: Molana Silah ud din Ahmed.
Is mazmoon main molana Silah ud din Ahmed nay Iqbal kay
wahdat millat kay tasawar say lay kar tasawar watan taka ur pheer is hiwalay
say misali riyasat Pakistan kay qiyam taka ur us kay muqsad par roshni daali
hai. Islamyane hind hamaichan say wadatey millat kay qail they. Watan parasti
ka jazba taqreeban khatam ho chukka tha laiken Allma Iqbal nay jab jazbat ki
bejaiy fiqar ko rahnuma banaya, to oonhon nay lazim jana keh Hindustan bahar
kay muslmano kay liye aalag watan ka qiyam zaroori hai is ka bunyadi maqsad ye
tha keh Islam kay asoolon par aamil dar amad kay liye kisi khetai zameen ka
intekhab zaroori hai. Iqbal ka khiyal daroosat tha keh jab tak muslman kisi
riyasat main rehtay huway islami principles par mubni zindgi ka difah karnay
kay aihil na ban pain gay wo millat kay wasee tasawar ko bi na samj pain gay.
“Pakistan” dar asal millat kay ijtamahi muqasid kay hasool ka zareeya hai. Tameer
e millat ki zimadari say oahada bra honay kay liye ye bi zaroori hai keh watan
ko mazboot aur tawana banaya jai. Ghair Muslim Pakistani bi Pakistani hain un
kay sath na sirf achay tahulqat nagazeer hain balkehy aik mushtarka nasbul ain
bi zaroori hai, yahi watan dosti ka taqaza hai, hamari watan parasti aisay
asoolon par mubni ho keh jin kay bahis hamari zimadariyan mujroo na honay pain
aur un asoolon main sub say para hasool itehad Alme Islam hai.
For Complete Solved Assignment 1 Code 364 CLICK HERE
0 comments:
Post a Comment