SOLVED ASSIGNMENT # 4 CODE SOCIOLOGY 411 UMRANYAT.
This is the fourth solved assignment for code 411 sociology
for the semester autumn 2015. We have uploaded first three solved assignments
and now we feel pleasure by uploading the fourth one.
Moashariti tassadam bohat kam qabal-e-taarif laykin bohat
ziadda waaqoo pazeer honay wala moashariti almmiya hy. Moashariti zindighi
bohat bohat kisi mufaad ya qadar ky hasool ki shiddat ikhtiyar kar jaye or
afrrad ya moashariti zindighi main afrrad ya girroh shaoori tor per aik doosray
ko hasool say rokanay ya shadeed nuqsaan daynay ki koshish karian.
Fair Jiald
Dictionary of Sociology main likhta hy:-
Tassadam aisay haalaat ka naam
hy jis main 2 ya 2 say zaaied afrrad aik doosray kay muqassad ko naakaam
nananay main koshish karian.
Hartin Orient
moashariti tassadam ki taareef kartay hoovay kehtay hain:- Keh
tasaddam main moashariti innam ( yaani izzat, dollat, ya shorat) hasil
karnay kaylieay doosray sab hareefon ko kamzor kia jata hy. Ya kisi tareeqay
say in ko innam haasil karnay kid or main hissa nahi diya jata.
SOCIOLOGY AIOU CODE 411 AUTUMN 2015
COMPLETE SOLVED ASSIGNMENT : CLICK HERE
0 comments:
Post a Comment