loading...

Saturday, April 9, 2016

AIOU SOLVED ASSIGNMENT # 4 CODE 411 AUTUMN 2015

SOLVED ASSIGNMENT # 4 CODE SOCIOLOGY 411 UMRANYAT.


This is the fourth solved assignment for code 411 sociology for the semester autumn 2015. We have uploaded first three solved assignments and now we feel pleasure by uploading the fourth one.

Moashariti tassadam bohat kam qabal-e-taarif laykin bohat ziadda waaqoo pazeer honay wala moashariti almmiya hy. Moashariti zindighi bohat bohat kisi mufaad ya qadar ky hasool ki shiddat ikhtiyar kar jaye or afrrad ya moashariti zindighi main afrrad ya girroh shaoori tor per aik doosray ko hasool say rokanay ya shadeed nuqsaan daynay ki koshish karian.

Fair Jiald Dictionary of Sociology main likhta hy:-  Tassadam aisay  haalaat ka naam hy jis main 2 ya 2 say zaaied afrrad aik doosray kay muqassad ko naakaam nananay main koshish karian.

Hartin Orient moashariti tassadam ki taareef kartay hoovay kehtay hain:-  Keh  tasaddam main moashariti innam ( yaani izzat, dollat, ya shorat) hasil karnay kaylieay doosray sab hareefon ko kamzor kia jata hy. Ya kisi tareeqay say in ko innam haasil karnay kid or main hissa nahi diya jata.

SOCIOLOGY AIOU CODE 411  AUTUMN 2015


COMPLETE SOLVED ASSIGNMENT : CLICK HERE

0 comments:

Post a Comment