loading...

Wednesday, June 22, 2016

AIOU SOLVED ASSIGNMENT 2 FOR CODE 658 URDU.



SOLVED 2ND ASSIGNMENT FOR TEACHING OF URDU SPRING 2016


This is the second solved assignment for your course code 658 teaching of Urdu for the semester spring 2016.
Tafheem ko moasar or ba mufeed banana kay liye darj zail databeer tajaweez ki jati hain:-

1)      Ustaad ko zairay tadrees sabaq main zuban o biyan kay iteebar say pura aboor hasil ho. Us kay liye wo isaafi study karain, lughat waghaira say madad lay.

2)      New words o tarakeeb aur mohawron aur zarbul missal ki tashree zubani bi yad karay or us silsalay main black board, pictures, diagram, aur charton say kumahaqa madad lay.

3)      Nafsay mazaoon aur zuban biyan say agahi hasil kar kay liye shagirdon main sawalat aur amili sargarmuon kay zaria tajasus paida karan, Pehlay zaheen students ay answer get karain and then dusron say answer laytay huway tulba ki hosalah afzahi karay. 

4)      Wazahit asana ur mozoon tareen alfaz main karay, jo na bohat mukhtasar ho aur na hi had say ziada taweel.

5)      Ashya, picture, khakay aur charts waghara munasib size kay wazia aur deeda zaib hon aur barmuhal dekai jain.

6)      Tasawrat ki wizahat misalon say ki jai, maslan akhuwat, hublwatni, shahadat waghara ki tashree kartay huway qadeem o jaded tareekh say milalain di jain aur tulba say bi aghiz ki jain. 




0 comments:

Post a Comment