loading...

Saturday, January 23, 2016

AIOU SOLVED ASSIGNMENT 2 CODE 416 AUTUMN 2015

AIOU SOLVED ASSIGNMENT 2 CODE 416 ISLAMIC STUDY


QUESTION#2:
                        Jhad ky bare me Quran-o-Sunnat ki roshni me wazahat kren.
ANSWER:
               

  Jhad ky lagvi mani:

                                                      Jhad ky lagvi mani hain kmal darja ki koshish karna.
                Jhad ky istlahi mani:
                                                       Quran-o-Sunnat ki istlah me is ky mani aesi bharpur sae-o-jadojehad ky hain jo sachai ki raah me ya islam ki sarbulandi ky liye ki jae. Qurani dalail ki quaat se Dusary mazahib par islam ki fazilat-o-bartari sabit karna jhad bil Quran hai. Agar ye sae baleeg zuban se ki jae to jhad jhad bil lesan kehlay ga aur agar bazor kalam ki jae to ise jhad bil kalam kahen gy. Agar insan apni nafsiyani khowaishat par kaboo pany ki koshish kry to ye jhad bil lakab hai. Agar dushmanan-e-islam se nimatnyki banda-e-momin tadbeer kry aur Allah ki raah me maal kharch kry to jhad bil maalhai aur agr is raah me jaan ki baazi lga dy to ye jhad bil naffas hai.
Jhad Quran ki roshni me:

                                                                Passy Manzar:  Islam ki tareekh gowah hai ky kuffar ne oleen momino ko ktni azeeyaten deen, inko stane ky liye kese kese zulmo sitam ijad kiye, khud Habeeb-e-Khuda(P.B.U.H) ki zaat-e-akdas ko kis kis tarh staya gya, apko nazr-e-band karne, jila watan karne balky(Naooz BILLAH ) katal kar dyny ky mansooby bandhy gay. Hatta ky Allah ki taraf se hukam milne par Rasool-e-Khuda(P.B.U.H) ko madina munawra ki tarf hijrat kani pari. Wahan Hazoor(S.A.W) ne mahajreen-o-ansaar ky tawun seaik naye moashary, naye tammadan aur nayi ryasat ky dag bail dali magar jab yahan bi quffar-e-makkah ny aap(S.A.W) ko chain se na rehne dia to Allah ne apne Habeeb Muhammad Mustufa(S.A.W) aur in k sahaba(R.A) ko apni jaan-o-maal, aizzat-o-namoos ki hifazat ki garz se jhad ki ijazat dy di.

FOR SOLVED ASSIGNMENT 2 CODE 416 click here

0 comments:

Post a Comment