loading...

Friday, January 22, 2016

AIOU SOLVED ASSIGNMENT 1 CODE 416 AUTUMN 2015 I S

AIOU SOLVED ASSIGNMENT 1 CODE 416 I S


QUESTION#1:
                      Aakeedah Toheed ky lafzi-o-istlahi mani btaty huy Toheed ki ahmiyat beyan kren.
ANSWER:
              Toheed ky lafzi-0-istlahi mani:
                                                                   Lafaz” Toheed ” ky lafzi ya lagwi mani hain”ek bnana aur yakja karna ” is ki asal ”wahdat” hai. Aur isi se nikly huy ek aur lafz “eythad” sy bakhoobi wakif hain. Istlah k tor par lafz “toheed” ab “LA ILAHA ILLALLAH ” ky mano me istmal hota hai. Yani “ALLAH KY SIWA KISI KO HAR GIZ ALLAH NA MANNA” . Allah k lye “Wahid” aur “Ahad” ky naam ane ki bina per aur is mozoo par Quran ki bakasrat tafseel aur bah takrar taleemat ky liye bator aik “anwan” ky ye istlah ikhtyar ki gai hai. Is k lye arbi me aik aur lafz “wahdaniyat” be mustamal hai. Magar zeyada makbool istlaah “Toheed” he hai.
               

  AKEED KA MAFHOOM:

                                                                Akeeda arbi zuban ky lafz “akad” sy nikla hai jis ky mani hain gira lgana, pakka aur mazboot kar lyna. Gira mazbooti se bandhi jati hai jo asani se naikhul sakti. Isi mnasbat se admi ky wo mukhta khayalat aur zail nazryat jin par wo mazbooti se kaim ho. Aur inhen asani se badalne par amadah na ho akeeda kehlata hai. Drust akeeda deen ki bunyad hai. Kyun k akeeda mehz jan lyny ka naam nahi balky dil se maan lyne ka naam hai.

                AKEEDA TOHEED:

                                           Islam k pury eytkadi aur amli nizam me sab se aham cheez “EMAAN BIL ALLAH” yani Allah par emaan lana hai aur sirf Allah ki zaat ko ILLAHA manna hai. “ILLAHA ” se murad esi hasti li jati hai jo bepanah koowaton aur takton ki malik ho, nazron se gaib hone k bawjood is se taluk aur tabt mumkin ho, jo insano ko hissi aur madi-o-wasail se maadra tareeko par nafa ya nuksaan pohanchane par kadar ho aur jis ki khushnoodi aur narazgi k sath insaan ki khush kismati ya badd kismati wabasta ho.            Is tarh to bht si komen Allah par emaan lati hainlekin islam k nukta nazr se emaan bil Allah se murad ye hai k Allah ko aik mana jae aur isk sath dusry ko iska shreek na thehraya jae . Quran Pak me Allah ka taruf os yarh krwaya hai ,
TARJMA:

“keh dijiye ky Allah aik hai. Allah benyaz hai. Na uska koi baap hai, aur na koi beta hai. Aur uska koi humsar nahi ”.


for COMPLETE solved ASSIGNMENT : click here

0 comments:

Post a Comment