loading...

Tuesday, January 19, 2016

AIOU SOLVED ASSIGNMENT 1 CODE 364 URDU AUTUMN 2015

AIOU SOLVED ASSIGNMENT 1 CODE 364 COMPULSORY URDU


Q 02: Watan aur Millat ka khalasa apnay alfaz main tareer karain?

Lesson Name: Watan aur Millat.
Author Name: Molana Silah ud din Ahmed.


Is mazmoon main molana Silah ud din Ahmed nay Iqbal kay wahdat millat kay tasawar say lay kar tasawar watan taka ur pheer is hiwalay say misali riyasat Pakistan kay qiyam taka ur us kay muqsad par roshni daali hai. Islamyane hind hamaichan say wadatey millat kay qail they. Watan parasti ka jazba taqreeban khatam ho chukka tha laiken Allma Iqbal nay jab jazbat ki bejaiy fiqar ko rahnuma banaya, to oonhon nay lazim jana keh Hindustan bahar kay muslmano kay liye aalag watan ka qiyam zaroori hai is ka bunyadi maqsad ye tha keh Islam kay asoolon par aamil dar amad kay liye kisi khetai zameen ka intekhab zaroori hai. Iqbal ka khiyal daroosat tha keh jab tak muslman kisi riyasat main rehtay huway islami principles par mubni zindgi ka difah karnay kay aihil na ban pain gay wo millat kay wasee tasawar ko bi na samj pain gay. “Pakistan” dar asal millat kay ijtamahi muqasid kay hasool ka zareeya hai. Tameer e millat ki zimadari say oahada bra honay kay liye ye bi zaroori hai keh watan ko mazboot aur tawana banaya jai. Ghair Muslim Pakistani bi Pakistani hain un kay sath na sirf achay tahulqat nagazeer hain balkehy aik mushtarka nasbul ain bi zaroori hai, yahi watan dosti ka taqaza hai, hamari watan parasti aisay asoolon par mubni ho keh jin kay bahis hamari zimadariyan mujroo na honay pain aur un asoolon main sub say para hasool itehad Alme Islam hai.  


For Complete Solved Assignment 1 Code 364 CLICK HERE

0 comments:

Post a Comment