loading...

Wednesday, January 20, 2016

AIOU SOLVED ASSIGNMENT 2 CODE 364 AUTUMN 2015

AIOU SOLVED ASSIGNMENT 2 CODE 364 URDU COMPULSORY


Q 01: Janooney lateefa ka khalasa biyan karain.

Ans:

Janooney lateeefa main Mushtaq Ahmed Yousafi nay nehaiyat dil chasp aur mizah say barpur andaz main khansamon ki mukhtalif aqsaam par roshni daali hia aur batayea hai keh aik acha aur behtar khana pakanay walay khansamay ka milna kitna mushkal hai? Yahi wajah hai keh kansamay ka jana aur pher nai ka aana, dono bahise musarat hotay hain. Bad zaiqa khana pakanay ka huner na sirf taleem yafta baigmat ka khasa hai, bulkeh paishawar khansamay bi is kaam main kisi say peechay nahin. Mazmoon nigar nay jab shikayat ki qisam qisam kay khush zaiqa khana pakanay walay khansamay napaid ho rahay hain, to mirza Abdul Wadood baig nay jawaban chonka diya keh khansamay ghaib nahi ho ray belkeh wo tabka khatam hota chala ja rah hai, jo khanay main rawayat pasand tha, laiken aaj ye wozadar tabqa bawarchi rakhnay ki bajai dosra nikah karnay ko tarjee dayta hai.

FOR COMPLETE SOLVED ASSIGNMENT clik here

0 comments:

Post a Comment